Hindi Tips & Tricks

Airtel Payment Bank Kya Hai, Airtel Saving Account Open Kaise Kare Full Details Hindi Me

Airtel Payment Bank ke bare me to ap sab ne suna hi hoga, tv par ya fir airtel ki app se to aaj ham usi airtel payment bank ke bare me baat karenge

Airtel Payment Bank Kya Hai Details in Hindi

Hello doston, airtel ne Airtel Payment Bank account naam ke ek new feature launch kya hai jiske through aap online payment kar sakte hai

But aab sawal ye aata hai ki Airtel Payment Bank account open kaise kare and kya ye safe hai? Isse use kaise kare and sabse badi baat ye hai ki apko 7.25% interest me milega to chaliye jante hai iske bare me or bhi details me

Aap sabne paytm app ke bare me to suna hi honge jo india ka sabse bada online payment app hai and is app se kuch purchase karne se cashback nhi milte hai, so airtel payment  app bhi isi app ki tarah hi hai

Airtel Payment Bank Kya hai puri jankari hindi me

India Ki Sabhi Banks Ki Tarah Hi Ye Bhi Ek Bank Hi Hai Jo Ki Airtel Mobile Sim Company Ki Traf Se Abhi New Launch Ki Gayi Hai India Ko Cashless Banane Ke Liye

Iski Ek Khaas Baat Ye Hai Ki Isme Aapko 7.25% Interest Matalab Itne % Ka Biyah Milega Jo Ki Baki Sabhi Banks Se Jayada Hai toh Isme Aapko Saving Account Open Karwane Pr Jayada fayda Hoga.

You may also like: Bhim app kaise use kare puri jankari hindi me

Isme Aapko Sabhi Banks Ki Tarah Hi Suvidha Milegi Jaise Ki Aap Isme Se Ab Atm / Debit Card Bhi Use Kar Sakte Hain But Starting me Esi Suvidha Nahi Thi jo Ab Kar Di Hain . Airtel payment bank Ke Debit Card Ko Aap Online Shopping Ke Liye Bhi Use Kar Sakte Hain Jo Ki Pure India Me Manaya hoga .

Airtel Payment Bank Account Open Kaise Kare

  1. Pehle airtel payment bank app ko download kare
  2. Open kare, and apna airtel number verify kare OTP enter karke
  3. Then, Get saving account par click kare
  4. Ek form ayega usko fill up kare along with your pan card and aadhaar id
  5. Form ko submit kare then kisi bhi nearest airtel store pe jaye and account ko active kare

So doston, as you can see ye bahut hi simple process hai just apko airtel app ko download krke airtel number ko register karna hai, register hone ke bad airtel payment bank account option pe jana hai ( ye option airtel app ke under right header pe dikhega )

Fir apna nam, ap kya karte hai, kitna kamate hai wo sab likh and apna pan card number and last me aadhaar id enter karke submit kare

Submit karne ke bad apko, koi nearest airtel retailer pe jake apna airtel payment bank account ko active karna hai kuch money deposit karke, active hote hi ap airtel payment bank account pe apko 7.25% interest milne lagega

And aap kisi bhi store ya online site apna airtel bank account se payment kar sakte hai

so finally ye ek bahat hi badia airtel saving account airtel ne launch kya hai, jiske through aap ke bal payment hi nahi balki interest bhi milega wo bhi sabhi bank se jada. so do not waste your time anymore open your airtel saving account asap

Sabse acchi baat ye hai ki isse apko debit card bhi mil jayega jiske through aap online shopping bhi kar sakte hai, apna debit card pane ke liye ye steps follow kare

Airtel saving account ke debit card kaise paye

  1. Airtel app ko open kare and Airtel payment bank section par jaye
  2. Niche debit card option par click kare
  3. Apna Mpin enter kare and kuch hi time me apka debit card generate ho jayega
  4. Bas apke debit card ready hai online shopping ke liye

Aab sawal ye ata hai ki is airtel saving account par money deposit kaise kare? so me apko ek simple way batata hu money add karne ke liye just follow above steps

To Add Money in Airtel Payment Bank Account follow the steps

  1. Open your airtel payment bank account in your phone
  2. Click on Add Money option from there
  3. Now, enter amount and select payment option
  4. You can pay via CC/DC or Net Banking
  5. Process to pay and complete your transaction

Now if anyone have any have any question about airtel payment bank app or account then do let me know by using comment section below, also share things if you think i have missed something here

 

4.5/5 - (6 votes)

3 Comments

Leave a Comment

error: Content is protected !!